SONG: Log Toh Baat Ka Afsana Bana Dete Hai - लोग तो बात का अफसाना बना देते है

Log Toh Baat Ka Afsana Bana Dete Hai - लोग तो बात का अफसाना बना देते है

LYRICS:
jisko jalne ki na parvah ho vo parvana hai shamaa ke husn ka sunte hai ke divana hai vakya kya hai vakya kya hai koi isse khabrdar nahi ek jutha sa afsana hi afsana hai log to baat ka log to baat ka afsana bana deta hai log to baat ka log to baat ka afsana bana deta hai ache acho ko ache acho ko ache acho ko aji ha ache acho ko ye divana bana dete hai divana bana dete hai log to baat ka afsana bana deta hai ache acho ko ye divana bana dete hai shamaa se pucha ye ek roj o nure mahfil kya khuda ne tujhe baksha nahi ulfat bhara dil jo gale tujhse mile usko jala deti hai jo gale tujhse mile usko jala deti hai chahne vale ki hasti hi mita deti hai chahne vale ki hasti hi mita deti hai shamaa ne aag rakhi shamaa ne aag rakhi sar pe kasam khane ko bakhuda maine jalaya nahi parvane ko log to baat ka afsana bana deta hai ache acho ko ye divana bana dete hai log to baat ka log to baat ka aji ha log to ha ha ji baat ka log to baat ka baat ka baat ka log to baat ka afsana bana deta hai afsana bana deta hai log to baat ka afsana bana deta hai afsana bana deta hai ache acho ko ye divana bana dete hai kaha ye shamaa ne parvana mujhpe marta hai ada se meri mohabbaat ka dam ye bharta hai kisi hashin ki mahfil ho ya ho virana kisi hashin ki mahfil ho ya ho virana jaha jaha mai jau aa hi jaye divana jaha jaha mai jau aa hi jaye divana hajar bar ye ha ha ha hajar bar ye samaja hi chuki ke aag hu mai na khel mujhse mohabbaat ke hak me nag hu mai parvane ka bas ek raag tera husn aag mera ishk aag parvane ka bas ek raag tera husn aag mera ishk aag parvane ka parvane ka aji ha ha bas ek raag bas ek raag tera husn aag mera ishk aag tera husn aag mera ishk aag parvane ka bas ek raag tera husan aag mera ishk aag tera husan aag mera ishk aag pucha parvane se nadan tu kyo jalta hai mout jis rah me hai uspe tu kyo chalta hai shamaa ne kya tujhe samjhaya nahi bola samjhaya to hai shola kya tujhko najar aaya nahi bola ji aaya to hai jindagi se tujhe nafrat kyo hai bola nafrat kasi hai shamaa se phir tujhe ulfat kyo hai bola ulfat kaisi shamaa se mujhko mohabbaat ho ye namumkin hai aisi kambhakht ki chahat ho ye namumkin hai nur uska mujhe ak aankh nahi bhata hai iske jalne se kaleja mera jal jata hai meri mahbub ko ye mujhse juda karti hai meri dusman hai meri dusman hai sare sham jala karti hai mai to aashik hu mai to aashik hu raat ki syahi ka shamma paigam meri tabahi ka shamma paigam meri tabahi ka mai to aashik hu rat ki syahi ka mai to aashik hu baat kah di hai sach sach yakin kijiye jo na aai yakin ye sabut lijia sahma din ko jale sahma din ko jale to mai aata nahi iske jalne se mai tilmilata nahi mai to aashik hu mai to aashik hu mai aashik hu aashik hu aashik hu aashik hu aashik hu rat ki syahi ka mai to aashik hu mai to aashik hu rat ki syahi ka mai to aashik hu log to baat ka afsana bana deta hai ache acho ko ye divana bana dete hai