SONG: Log Sare Rahi Rasta Jahan, Sathi Nahi Koi Kisi Kaa Yahan - लोग सारे राही रास्ता जहाँ, साथी नहीं कोई किसी का यहाँ

Log Sare Rahi Rasta Jahan, Sathi Nahi Koi Kisi Kaa Yahan - लोग सारे राही रास्ता जहाँ, साथी नहीं कोई किसी का यहाँ

LYRICS:
log sare rahi rasata jaha sathi nahi koi kiska yaha log sare rahi rasata jaha sathi nahi koi kiska yaha sathi nahi koi kiska yaha dhadkan banke dil me rahe jo samjhe nahi wo dil ki juba janamo ka nata joda tha jinse todke chale wo pal me kaha log sare rahi rasata jaha sathi nahi koi kiska yaha sathi nahi koi kiska yaha sapne dekhe sawan ke humne kismat me to sehara raha aadhi uda ke le gayi badal man pyase ka pyasa raha log sare rahi rasata jaha sathi nahi koi kiska yaha sathi nahi koi kiska yaha kho jaye jaise ret me jharana jaise gagan ke bich dhuya aise kho gaye hum rasate me milata nahi hai khud ka nisha log sare rahi rasata jaha sathi nahi koi kiska yaha sathi nahi koi kiska yaha