SONG: Lo Shuru Huyee Iss Bar, Ham Me Tum Me Takarar - लो शुरु हुई इस बार हममे तुममे तक़रार

Lo Shuru Huyee Iss Bar, Ham Me Tum Me Takarar - लो शुरु हुई इस बार हममे तुममे तक़रार

LYRICS:
lo shuru hui is bar hamme tumme takrar ab mere dil ka daag ho tum kuch nahi gale ka har sunte ho acha mai tere dil ka daag sahi par daag hu pyara pyara bin daag na dega chand kabhi thanda mitha ujiyara kanta na laga ho phul ke sath to phul hai bilkul khar kya isi tarah ki hogi shuru hamme tumme takarar ham tum me hamesha tani rahegi kabhi na hoga mel bhule to na honge abhi tumhe wo balakpan ke khel is bar magar kuch aisi thanegi lakh banaye nahi banegi mil kar bhi rahenge alag alag jaise pani aur tel mai jake kahi chup jaunga aur pihu pihu ki bol ke boli dil me dard uthaunga mai dil ka dard mitane aur man ka mit manane jhat in charno me aan girungi kar ke prem pukar kya isi tarah ki hogi shuru ham tum me takarar