SONG: Lo Kha Lo Madam Khaana - लो खा लो मैडम खाना

Lo Kha Lo Madam Khaana - लो खा लो मैडम खाना

LYRICS:
lo kha lo madam khana lo kha lo madam khana kha lo madam khana kyu itni der lagayi hai jaan labo par aayi aur payt me ho gayi dhul muye chandul gadhe ki jul main le ne gaya mithai raste me thokar khayi main le ne gaya mithai raste me thokar khayi aur chot dekho aayi aur chot dekho aayi chal jhuthe muye muye harjayi ye sab bak bak hai fijul chal jhuthe muye muye harjayi ye sab bak bak hai fijul muye mujul naamakul kyo itni ho jhalaati ye salan hai ye chapati kyo itni ho jhalaati ye salan hai ye chapati mujhko nahi hai bhati main puri kachori khati ha puri kachori khati phir jaau abhi phir jaau tum thahro abhi le aau kya bukh se main mar jaau yaa kachcha tujhay chabaau naamakul gadhe ki jul muye chandul ab der na hogi baksho tum baksho ha baksho ab der na hogi baksho tum baksho ha baksho kya chod du yun hi tujhko chod du yun hi tujhko kya chod du yun hi tujhko chod du yun hi tujhko bas tauba bi ji tauba pahle bhi to ki thi tauba tauba ul jalulul pila di dhul