SONG: Lo Ishq Muskuraya Behke Kadam Khushi Se - लो इश्क मुस्कुराया बहके कदम ख़ुशी से

Lo Ishq Muskuraya Behke Kadam Khushi Se - लो इश्क मुस्कुराया बहके कदम ख़ुशी से

LYRICS:
lo ishq muskuraya lo ishq muskuraya behke kadam khushi se aankho me rang chhaya lo ishq muskuraya badla shama kuch aisa har shey huyi gulabi badla shama kuch aisa har shey huyi gulabi pi bhi nahi hai lekin hum ho gaye sharab,i hum ho gaye sharabi ye rang ye nasha sa jane kaha se aaya lo ishq muskuraya behke kadam khushi se aankho me rang chhaya lo ishq muskuraya tufan aarzu ka angdayi le raha hai tufan aarzu ka angdayi le raha hai jaise koi kahi pe aawaz de raha hai aawaz de raha hai masti bhara tarana aye dil ye dil ne gaya lo ishq muskuraya behke kadam khushi se aankho me rang chhaya lo ishq muskuraya