SONG: Lo Gham Ka Mara - लो गम का मारा

Lo Gham Ka Mara - लो गम का मारा

LYRICS:
lo gam ka mara lo gam ka mara bechara gam ka mara bechara panchhi so gaya, so gaya khatam sara fasana ho gaya panchhi so gaya gam ka mara lo gam ka mara lo gam ka mara raas na aaye rup jawani raas prit na aayi jis par pagla jis par pagla hua nichhawar wo nikala harzai lo gam ka mara lo gam ka mara roz baharo ka sapna pagle dil ko dikhlaya phul khile to phul khile to humre man ka khila kamal murjhaya haye lo gam ka mara lo gam ka mara lo gam ka mara lo gam ka mara roz baharo ka sapna pagle dil ko dikhlaya phul khile to phul khile to humre man ka khila kamal murjhaya haye lo gam ka mara lo gam ka mara pal bhar jo kalol kiye hasne ka dhunde bahana ankhiya mund ankhiya mund ab so gaya panchhi mat koi ise jagana haye lo gam ka mara lo gam ka mara gam ka mara bechara panchhi so gaya, so gaya khatam sara fasana ho gaya panchhi so gaya gam ka mara lo gam ka mara lo gam ka mara lo gam ka mara