SONG: Lo Chip Gaya Chand Bahe Hawa Mand Mand - लो छिप गया चाँद बहे हवा मंद मंद

Lo Chip Gaya Chand Bahe Hawa Mand Mand - लो छिप गया चाँद बहे हवा मंद मंद

LYRICS:
lo chip gaya chand bahe hawa mand mand karlo ankhiya band ho band karo ankhiya lo chip gaya chand bahe hawa mand mand karlo ankhiya band ho band karo ankhiya thali me bharke tare sitare sapno ki nagri pe aayenge pyare thali me bharke tare sitare sapno ki nagri pe aayenge pyare nanhi nanhi pariya sunder man hariya band karo ankhiya lo chip gaya chand bahe hawa mand mand karlo ankhiya band ho band karo ankhiya jo tu manenga sab kuch denge lekin tujhse adha lenge unhe sajakar nadi pap se dariya band karo ankhiya lo chip gaya chand bahe hawa mand mand karlo ankhiya band ho band karo ankhiya