SONG: Lo Chehra Surkh Sharab Hua - लो चेहरा सुर्ख़ शराब हुआ

Lo Chehra Surkh Sharab Hua - लो चेहरा सुर्ख़ शराब हुआ

LYRICS:
lo chehra surkh sharab hua, aankho ne sagar chalkaya lo chehra surkh sharab hua, aankho ne sagar chalkaya ye gussa haye ye gussa tera subhanalla ek husn ka dariya chad aaya lo chehra surkh sharab hua ye garam nigah tauba tauba pathar me bhi aag bhadak uthe ye garam nigah tauba tauba pathar me bhi aag bhadak uthe us dil ka khuda hi hafiz hai jo teri najar se takraya ye gussa haye ye gussa tera subhanalla ek husn ka dariya chad aaya lo chehra surkh sharab hua kyu aag babula hote ho ab chhodo aise gusse ko kyu aag babula hote ho ab chhodo aise gusse ko hotho ki lali kahti hai ek shola lab tak mandraya ye gussa haye ye gussa tera subhanalla ek husn ka dariya chad aaya lo chehra surkh sharab hua, aankho ne sagar chalkaya ye gussa haye ye gussa tera subhanalla ek husn ka dariya chad aaya lo chehra surkh sharab hua