SONG: Lo Chale Hum Behke Kadam - लो चले हम बहके कदम

Lo Chale Hum Behke Kadam - लो चले हम बहके कदम

LYRICS:
lo chale hum behke kadam lo chale hum behke kadam aaj khushi se ho gaya ho gaya pyaar kisi se lo chale hum behke kadam aaj khushi se ho gaya ho gaya pyaar kissi se lo chale hum humne to bhul ke dekha udhar jaadu si kar gai unki nazar humne to bhul ke dekha udhar jaadu si kar gai unki nazar aane laga dil jane laga dil aane laga dil jane laga dil kho gaye kho gaye hum to abhi se lo chale hum behke kadam aaj khusi se ho gaya ho gaya pyaar kissi se lo chale hum ulfat ke naam ki kha kar kasam chupke se pi gaye aankho se hum ulfat ke naam ki kha kar kasam chupke se pi gaye aankho se hum pyaar me kya hai kaisa nasha hai pyaar me kya hai kaisa nasha hai kya kahe kya kahe hum ye kisi se lo chale hum behke kadam aaj khusi se ho gaya ho gaya pyaar kissi se lo chale hum lahra ke ye sama kehta hai sun chahat ki saz pe dhadkan ki dhun lahra ke ye sama kehta hai sun chahat ki saz pe dhadkan ki dhun van me khila gul gaati hai bulbul van me khila gul gaati hai bulbul yeh sama hai jawa dil ki lagi se lo chale hum behke kadam aaj khusi se ho gaya ho gaya pyaar kisi se lo chale hum