Lo Chal Di_E Vo Hamako Tasalli Di_E Bagair
LYRICS:
lo chal diye vo hamako tasalli diye bagair
ek chaand chhup gayaa hai ujaalaa kiye bagair
unase bichhadake hamako tamannaa hai maut ki
aati nahi hai maut bhi lekin jiye bagair
lo chal diye
maange se mil ske naa hme to kabhi kushi
paae hai laakh raj tamannaa kiye bagair
lo chal diye
haay, vaqt-e-ishq aaj ab to naa le imtihaan-e-gam
haay, vaqt-e-ishq aaj ab to naa le imtihaan-e-gam
ham ro rahe hai kisikaa naam liye bagair
lo chal diye