SONG: Lo Baji Shyam Ki Baansuriya - लो बजी श्याम की बाँसुरियाँ

Lo Baji Shyam Ki Baansuriya - लो बजी श्याम की बाँसुरियाँ

LYRICS:
lo baji shyam ki bansuriya sunke radha banwariya aayi hai pi ki nagariya lo baji shyam ki bansuriya sunke radha banwariya aayi hai pi ki nagariya mehandi rachau main gajra lagau baaje muraliya to payal bajau mehandi rachau main gajra lagau baaje muraliya to payal bajau shyam salone se naina milake shyam salone se naina milake naachu to khaye jiya thumak thum chit khole o radha ke rasiya gokul ke basiya jadu ki murli baja ke, sun sun man dole ho radha ke rasiya gokul ke basiya jadu ki murli baja ke, sun sun man dole radha ke rasiya gokul ke basiya jadu ki murli baja ke, sun sun man dole