SONG: Lo Aaya Jani Lalten - लो आया जोनी लालटेन

Lo Aaya Jani Lalten - लो आया जोनी लालटेन

LYRICS:
khelo khilalo bacho ko bahlalo tut jaye kha lo do aane me ye gentleman lo aaya joni lalten lo aaya joni lalten lo aaya joni lalten lo aaya joni lalten hey hey ho ho ha ha karigar karigar lo aaya joni karigar bacho ko bahlane wala putle roz banane wala karigar karigar lo aaya joni karigar karigar ek hai upar wala is duniya ka banane wala karigar ek mai hu bacho dekho mera khel nirala karigar karigar lo aaya joni karigar bacho ko bahlane wala putle roz banane wala karigar karigar lo aaya joni karigar mere putle kabhi kisi ko thaga nahi karte hai maal paraya chakh kar ke ye daga nahi karte hai uske putle upar gore bhitar se dil kala kala uske putle upar gore bhitar se dil kala kala karigar karigar lo aaya joni karigar bacho ko bahlane wala putle roz banane wala karigar karigar lo aaya joni karigar wafadar hai kitne ye ban jate hai barobar inse sikho zara khade hona apne pairo par inki rah par chalo to bacho jivan me ho jaye ujala inki rah par chalo to bacho jivan me ho jaye ujala karigar karigar lo aaya joni karigar bacho ko bahlane wala putle roz banane wala karigar karigar lo aaya joni karigar