SONG: Lo Aa Gayi Unki Yaad - लो आ गयी उनकी याद

Lo Aa Gayi Unki Yaad - लो आ गयी उनकी याद

LYRICS:
lo aa gayi unki yaad, wo nahi aaye lo aa gayi unki yaad, wo nahi aaye dil unko dhundhta hai, gam kaa singaar kar ke aankhe bhi thak gayi hai, ab intajaar kar ke aankhe bhi thak gayi hai, ab intajaar kar ke ek aas rah gayi hai, wo bhi naa tut jaaye lo aa gayi unki yaad, wo nahi aaye roti hain aaj hum par, tanahaiya humaari roti hain aaj hum par, tanahaiya humaari wo bhi na paaye shaayad, parchhaiya humaari badhate hi jaa rahe hai, maayusiyo ke saaye lo aa gayi unki yaad, wo nahi aaye lau tharathara rahi hai, ab sham-e-jindagi ki ujadi huyi mohabbat, mehamaan hai do ghadi ke ujadi huyi mohabbat, mehamaan hai do ghadi ke mar kar hi ab milenge, ji kar to mil na paaye lo aa gayi unki yaad, wo nahi aaye lo aa gayi unki yaad, wo nahi aaye