SONG: Likho Padhoge To Aage Badhoge - II - लिखो पढ़ोगे तो आगे बढोंगे

Likho Padhoge To Aage Badhoge - II - लिखो पढ़ोगे तो आगे बढोंगे

LYRICS:
banke bahadur tum apne vatan ke banke bahadur tum apne vatan ke nigehba rahna tum apne chaman ke nigehba rahna tum apne chaman ke isko sambhalo gale se laga lo ho aazaad ab to, na hona phir gulam likho padhoge to aage badhoge sitaro se uncha tumhara hoga naam likho padhoge to aage badhoge sitaro se uncha tumhara hoga naam kuch to batao kaha kho gaye ho kuch to batao kaha kho gaye ho baat kya hui jo khafa ho gaye ho baat kya hui jo khafa ho gaye ho muh na chhupao, suratiya dikhao sun lo hamare ye dil ka paiyam