SONG: Likhi Hai Do Dilo Ki Kismat - लिखी है दो दिलों की किस्मत में ये कहानी

Likhi Hai Do Dilo Ki Kismat - लिखी है दो दिलों की किस्मत में ये कहानी

LYRICS:
likhi hai so dilo ki kismat mein ye kahani likhi hai so dilo ki kismat mein ye kahani har din hai pyara pyara har raat hai suhani har raat hai suhani likhi hai so dilo ki kismat mein ye kahani phulo ne ban sanwar kar dharti ne geet gaya shabanam ke motiyo ko aakash mein lutaya shabanam ke motiyo ko aakash mein lutaya ye bhed kisne samjha ye baat kisne jani ye baat kisne jani ye roop ye jawani ye roop ye jawani ye mastiyo ke saaye jab dil hi mil chuke ho fir pyar kyo na aaye jab dil hi mil chuke ho fir pyar kyo na aaye main tujh pe kar du nichhawar tu meri jindgani tu meri jindgani tu lakh naat man hai badal khushi ke chhaye masti bhari pavan hai kyo nachati nigahe masti bhari pavan hai kyo nachati nigahe jharne ke geet sunkar hansti hai jal ki rani hansti hai jal ki rani main phul hun tu khushbu main phul hun tu khushbu main deep hu tu jyoti main deep hu tu jyoti tu chand hai main dariya main sip hu tu moti tu chand hai main dariya main sip hu tu moti main tera hu tu meri fir kya kahu jubani fir kya kahu jubani likhi hai so dilo ki kismat mein ye kahani likhi hai so dilo ki kismat mein ye kahani