SONG: Likha Karam Ka Lekh - लिखा कर्म का लेख

Likha Karam Ka Lekh - लिखा कर्म का लेख

LYRICS:
likha karam ka lekh kisi se padha na jaye re kisi se padha na jaye re kabhi mahal me rakhe kabhi van van bhatkaye re hay van van bhatkaye re likha karam ka lekh kbhi ram ko janak dulaari thi prano se pyari chhute charan piya ke pal me chhute mahal ataari pal me chhute mahal ataari jodi bichhdaye re hay jodi bichhdaye re likha karam ka lekh seeta bina ram ko soona lagta mahal salouna heero jade palang ko chhoda kush ka kiya bichhona ram ne kush ka kiya bichhona birha tadpaye re hay birha tadpaye re likha karam ka lekh jagat sovat pal pal chhin chhin yaad piya ki aati ram ram likh likhkar seeta apna man samjhati seeta apna man samjhati naina bhar aaye re hay naina bhar aaye re likha karam ka lekh raj mahal me ram akele kitni wipda sahte taj pakwan mithai kewal seeta phal par rahte kuch aur na bhaye re hay kuch aur na bhaye re yaha ram phal me seeta ne dekha roop piya ka hui magan man me muskaai chhuta dheer jiya ka toota sunder sapan siya ka sapna bharmaye re hay sapna bharmaye re likha karam ka lekh kisi se padha na jaye re hay re padha na jaye re likha karam ka lekh gaiya ki seva me seeta nishdin samay bitati bachhde ke sang khel khel kar apna man bahlaati ganga jal se bhar kar gagar bhor huye nit laati sinch sinch ka fulwari ko man hi man sukhpaati ek din ram naam par seta aai phool chadhane uthi kasab ki peer nayan se aanshu lagi bahaane nayan se aanshu lagi bahaane sudh budh bisray re hay sudh budh bisraye likha karam ka lekh phooti kiran kamal dal jaage jaage bhagy siya ke jaage bhagy siya ke