SONG: Lijiye Dil Ka Nazarana Lijiye Aankh Ka Shukrana - लीजिए दिल का नजराना, लीजिए आँख का शुकराना

Lijiye Dil Ka Nazarana Lijiye Aankh Ka Shukrana - लीजिए दिल का नजराना, लीजिए आँख का शुकराना

LYRICS:
lijiye dil ka nazrana, lijiye aankh ka sukrana ye prit banegi afsana bolo to sahi hai kya marzi, bolo to sahi hai kya marzi lijiye dil ka nazrana, lijiye aankh ka sukrana ye prit banegi afsana bolo to sahi hai kya marzi, bolo to sahi hai kya marzi lijiye dil ka nazrana, lijiye aankh ka sukrana aankh ne dekha to dil ne pa liya mithi bato ne hame bahka liya pyar me hum bhi tumhare ho gaye tum mile to ham khushi se kho gaye kadmo me khada hai diwana bolo to sahi hai kya marzi, bolo to sahi hai kya marzi lijiye dil ka nazrana, lijiye aankh ka sukrana dil bade arman se laya hu mai ye gali tufan se laya hu mai meri palke jhuk rahi hai laz se tum hamare ho chuke ho aaj se aaya hai shama ka parwana bolo to sahi hai kya marzi, bolo to sahi hai kya marzi lijiye dil ka nazrana, lijiye aankh ka sukrana aur bhi dunia me lakho chand hai aap ke aage magar wo mand hai aur bhi dunia me lahko phul hai aap ke aage magar wo bhul hai katil hai aapka sharmana bolo to sahi hai kya marzi, bolo to sahi hai kya marzi lijiye dil ka nazrana, lijiye aankh ka sukrana ye prit banegi afsana bolo to sahi hai kya marzi, bolo to sahi hai kya marzi lijiye dil ka nazrana, lijiye aankh ka sukrana