SONG: Lene Se Inkar Nahi Aur Dene Ko Tyar Nahi - लेने से इनकार नहीं और देने को तैयार नहीं

Lene Se Inkar Nahi Aur Dene Ko Tyar Nahi - लेने से इनकार नहीं और देने को तैयार नहीं

LYRICS:
lene se inkar nahi or dene ko tyar nahi lene se inkar nahi or dene ko tyar nahi is dunia me kon hai aisa jo paise ka yar nahi jo paise ka yar nahi lene se inkar nahi or dene ko tyar nahi is dunia me kon hai aisa jo paise ka yar nahi jo paise ka yar nahi hai paisa aage aage or dunia piche bhage pr paisa bada chalawa hai sare jag ka bawa ek jagah par rukne ko ji rukne ko tyyar nahi rukne ko tyyar nahi lene se inkar nahi or dene ko tyar nahi is dunia me kon hai aisa jo paise ka yar nahi jo paise ka yar nahi jo daulat hai bimari par lage sabko pyari jo daulat hai bimari par lage sabko pyari iski khatir kisi ne pagdi kisi ne biwi bhi hari biwi bhi har gaya bechara kisi ne biwi hari lekin jeet sada paise ki kabhi bhi iski har nahi kabhi bhi iski har nahi lene se inkar nahi or dene ko tyar nahi is dunia me kon hai aisa jo paise ka yar nahi jo paise ka yar nahi ye mile chalane wala yahi chor banane wala man yahi hai shan yahi hai kare yahi muh kala muh bhi to kala hota hai kare yahi muh kala kalyug me to isse badhkar koi bada awtar nahi koi bada awtar nahi lene se inkar nahi or dene ko tyar nahi is dunia me kon hai aisa jo paise ka yar nahi jo paise ka yar nahi