SONG: Le Le Rab Ka Naam O Gafil - ले ले रब का नाम गाफिल

Le Le Rab Ka Naam O Gafil - ले ले रब का नाम गाफिल

LYRICS:
le le rab ka naam gafil le le rab ka naam le le rab ka naam gafil le le rab ka naam is sode me sona chandi aur lage na dan le le rab ka naam le le rab ka naam gafil le le rab ka naam thodi thodi der ko panchhi hi aaye baithe ud jaye apni apni boli bole apne apne nagme gaye apne apne rang me lete sabhi usika naam le le rab ka naam le le rab ka naam gafil le le rab ka naam kaliya khilkar phul bane kaliya khilkar phul bane aur khilkar kumla jaye sone wale jag zara o sone wale jag zara ye ghadiya phir na aaye ghadi ghadi ghadiyal tujhe ye deta hai paigam le le rab ka naam le le rab ka naam gafil le le rab ka naam apne dukh ko bhul gaya aur tere dukh me khoya apne aansu rok liye aur teri khatir roya aur teri khatir roya dard ho jiske dil me wohi waqt pe aaye kam le le rab ka naam le le rab ka naam gafil le le rab ka naam le le rab ka naam gafil le le rab ka naam