SONG: Le Le Dard Paraya, Kar De Dur Gam Ka Saya - ले ले दर्द पराया, कर दे दूर ग़म का साया

Le Le Dard Paraya, Kar De Dur Gam Ka Saya - ले ले दर्द पराया, कर दे दूर ग़म का साया

LYRICS:
le le dard paraya aa aa aa le le dard paraya kar de dur gum ka saya teri khushi tujhko mil hi jayegi le le dard paraya kar de dur gum ka saya teri khushi tujhko mil hi jayegi khushi aur ko deke tu le le gum teri har bhi jit se kuch na kam khushi aur ko deke tu le le gum teri har bhi jit se kuch na kam jit se kuch na kam jo kisike kam aaya jis ne roto ko hasaya uski kishti bhi kinare lag hi jayegi le le dard paraya kar de dur gum ka saya teri khushi tujhko mil hi jayegi jiya apni khatir to wo kya jiya kiya kud ko khushhal to wo kya kiya jiya apni khatir to wo kya jiya kiya kud ko khushhal to wo kya kiya to wo kya kiya tu bahar ban ja sari duniya pe chha murjhayi kali bhi khil hi jayegi le le dard paraya kar de dur gum ka saya teri khushi tujhko mil hi jayegi tu duniya me apna nishan chhod jaa rahe yaad woh dasta chhod jaa tu duniya me apna nishan chhod jaa rahe yaad woh dasta chhod jaa dasta chhod jaa jo ho jindagi se hara ban ja uska sahara teri manjil bhi tujhe mil hi jayegi le le dard paraya kar de dur gum ka saya teri khushi tujhko mil hi jayegi