SONG: Le Ja Usakee Duwaye O Jo Teraa Ho Naa Saka - ले जा उसकी दुआएँ ओ जो तेरा हो ना सका

Le Ja Usakee Duwaye O Jo Teraa Ho Naa Saka - ले जा उसकी दुआएँ ओ जो तेरा हो ना सका

LYRICS:
le ja uski duwaye o jo tera ho na saka apni jati baharo se gale mil ke ro na saka apni jati baharo se gale mil ke ro na saka apni jati baharo se gale mil ke ro na saka kin adaon se teri savari chali jaise gulashan se bad-e-bahari chali khun-e-araman ki mehnadi rachaye huye khun-e-araman ki mehnadi rachaye huye ban ke dulhan mohabbat hamari chali le ja uski duwaye o jo tera ho na saka apni jati baharo se gale mil ke ro na saka mera gam dil me le ja nishani meri abb kisi se na kahna kahani meri mujhpe gujri so gujri mera gam na kar mujhpe gujri so gujri mera gam na kar teri ulfat ke sadke javani meri le ja uski duwaye o jo tera ho na saka apni jati baharo se gale mil ke ro na saka dil ki galiya na abb yad aye tujhe chhu ke gujre na gam ki hawaye tujhe mera kya mai agar kak bhi ho gaya mera kya mai agar kak bhi ho gaya meri mitti bhi degi duwaye tujhe meri mitti bhi degi duwaye tujhe le ja uski duwaye o jo tera ho na saka apni jati baharo se gale mil ke ro na saka apni jati baharo se