SONG: Le Ja Meri Duaye Daman Chhudane Wale - ले जा मेरी दुआये दामन छुड़ाने वाले

Le Ja Meri Duaye Daman Chhudane Wale - ले जा मेरी दुआये दामन छुड़ाने वाले

LYRICS:
le ja meri duaye le ja meri duaye daman chudane wale tadpake jane wale daman chudane wale tadpake jane wale karti hai tujhko ulfat allah ke hawale tadpake jane wale allah ke hawale tadpake jane wale furkat ka dard lekar shadi ki rat aayi ghar lutne khushi ka gum ki barat aayi furkat ka dard lekar shadi ki rat aayi ghar lutne khushi ka gum ki barat aayi apna banake choda najre churane wale tadpake jane wale allah ke hawale tadpake jane wale dil chun raha hai kate phulo ki dosti me so bar maut aayi do din ki jindagi me dil chun raha hai kate phulo ki dosti me so bar maut aayi do din ki jindagi me daman pakad hi lenge majbur dil ki nale tadpake jane wale allah ke hawale tadpake jane wale le ja meri duaye