SONG: Le Ja Mere Aansu - ले जा मेरे आंसू ले जा मेरे आंसू

Le Ja Mere Aansu - ले जा मेरे आंसू ले जा मेरे आंसू

LYRICS:
le ja mere aansu le ja mere aansu maina meri maina le ja mere aansu maina meri maina le ja mere aansu gaata hai ghanni chhaw me niswarth papiha gaata hai ghanni chhaw me niswarth papiha sine me machalta hai tera chand sa mukhda jis tarah andhere me chamakta hua jugnu jis tarah andhere me chamakta hua jugnu le ja mere aansu le ja mere aansu maina meri maina le ja mere aansu maina meri maina le ja mere aansu kahna hai mere hizar me tu jaan na khona kahna hai mere hizar me tu jaan na khona mar jaou jo main to mere marne pe naa rona mar jaou jo main to mere marne pe naa rona do dil ke bahalne ke nikal aayenge pahlu do dil ke bahalne ke nikal aayenge pahlu le ja mere aansu le ja mere aansu maina meri maina le ja mere aansu maina meri maina le ja mere aansu