SONG: Le Gaya, Le Gaya, Dil Le Gaya Dil Mere Sapno Me Aake - ले गया, ले गया, दिल ले गया दिल मेरा सपनों में आके

Le Gaya, Le Gaya, Dil Le Gaya Dil Mere Sapno Me Aake - ले गया, ले गया, दिल ले गया दिल मेरा सपनों में आके

LYRICS:
le gaya, le gaya dil le gaya le gaya, le gaya dil le gaya le gaya, le gaya dil le gaya le gaya dil mera sapno me aake koi le gaya dil mera sapno me aake sapno me aake hoye naina milake koi le gaya dil mera sapno me aake koi le gaya dil mera sapno me aake nain mile main to sharma gayi ram kasam main to ghabra gayi haye haye ghabra gayi haye haye ghabra gayi nain mile main to sharma gayi ram kasam main to ghabra gayi haye haye ghabra gayi aankho aankho me raaz kah gaya aankho aankho me raaz kah gaya le gaya dil mera sapno me aake koi le gaya dil mera sapno me aake teer jigar par aisa laga mora pyar bhi tadapne laga ho tadapne laga ho tadapne laga teer jigar par aisa laga mora pyar bhi tadapne laga ho tadapne laga mitha mitha sa dard de gaya mitha mitha sa dard de gaya le gaya dil mera sapno me aake koi le gaya dil mera sapno me aake dil se dil mera aise mila chand ke sang jaise tara khila jaise tara khila koi tara khila dil se dil mera aise mila chand ke sang jaise tara khila o sitara khila jate jate salam kah gaya jate jate salam kah gaya le gaya dil mera sapno me aake koi le gaya dil mera sapno me aake