SONG: Le Deke Mugaddar Me Tufan Kaa Sahara Hai - ले देके मुगददार में तूफ़ान का सहारा है

Le Deke Mugaddar Me Tufan Kaa Sahara Hai - ले देके मुगददार में तूफ़ान का सहारा है

LYRICS:
le deke mugaddar mein tufan ka sahara hai le deke mugaddar mein tufan ka sahara ha tuti huyi kashti hai, aur dur kinara hai le deke mugaddar mein tufan kaa sahara hai kyu gum se pareshan ho, wo gum bhi hame de do kyu gum se pareshan ho, wo gum bhi hame de do wo gum bhi hame de do jo bhog tumhara hai wo roj hamara hai tuti huyi kashti hai aur dur kinara hai le deke mugaddar me tufan kaa sahara hai achchha hi kiya tumne, muh pher liya hamse achchha hi kiya tumne, muh pher liya hamse muh pher liya hamse kuchh din se hamara bhi gardish me sitara hai tutee huyi kashti hai aur dur kinara hai le deke mugaddar mein tufan kaa sahara hai magrur wafa teri, barhum hai aana meri magrur wafa teri, barhum hai aana meri barhum hai ana meri shayad ye hawa jiske aane ka ishara hai tuti huyi kashti hai, aur dur kinara hai le deke mugaddar me tufan ka sahara hai ham mehal junu thehare sehara mein bhatak lete ham mehal junu thehare sehara mein bhatak lete sehara mein bhatak lete aawaj hame de kar kyu tumne pukar hai tuti huyi kashti hai aur dur kinara hai le deke mugaddar mein tufan kaa sahara hai le deke mugaddar mein tufan kaa sahara hai