SONG: Le Chal Waha Piya Jaha Tera Mera Jiya - ले चला वहाँ पिया जहाँ तेरा मेरा जिया

Le Chal Waha Piya Jaha Tera Mera Jiya - ले चला वहाँ पिया जहाँ तेरा मेरा जिया

LYRICS:
le chal waha piya jaha tera mera jiya mil mil ke hanse, hans hans ke mile na mai tujhse juda na tum mujhse juda ek sath rahe kali dil ki khile le chal waha piya jaha tera mera jiya mil mil ke hanse, hans hans ke mile kabhi gale se lagau tujhe mai kabhi baho me uthaye mujhe tu kabhi gale se lagau tujhe mai kabhi baho me uthaye mujhe tu meri chahat ho teri ankhiyan me mere tan man me teri ho khushbu hum khush tumse tum khush hamse aapas me kabhi shikwe na gile le chal waha piya jaha tera mera jiya mil mil ke hanse, hans hans ke mile tum bhi hamare bano ham bhi tumhare bane aankh ishara kare, dil ke sahare bane tum bhi hamare bono ham bhi tumhare bane aankh ishara kare, dil ke sahare bane din rat jawa, aisa ho shama fir khub mile ulfat ke sile le chal waha piya jaha tera mera jiya mil mil ke hanse, hans hans ke mile na mai tujhse juda na tum mujhse juda ek sath rahe kali dil ki khile