SONG: Laut Chala Manzil Se Rahi Vah Kismat Ke Khel - लौट चले मंजिल से राही वाह किस्मत के खेल

Laut Chala Manzil Se Rahi Vah Kismat Ke Khel - लौट चले मंजिल से राही वाह किस्मत के खेल

LYRICS:
laut chala manzil se rahi vah kismat ke khel ek kadam tu or badhata to ho jata nur jhutho tasalli se tune apna dil bahlaya kisi ke dil pe kya gujri tu ye bhi jan na paya tu mud ke dekh jara tu mud ke dekh jara tu mud ke dekh jara shayad bichade mil jaye ye din ab kya dekhega jab ulat gayi sab rahe jo hona hai wahi hoga tu chahe lakh jatan kare karam kar chahe nahi kare karam kar chahe nahi kare karam kar chahe nahi kare jo hona hai wahi hoga tu chahe lakh jatan kare karam kar chahe nahi kare karam kar chahe nahi kare karam kar chahe nahi kare is dunia walo ko dekar aasha or nirasha uparwala dekh raha chip kar sabhi tamasha dukh sukh hai uske hatho me dukh sukh hai uske hatho me tu kyu soch kare karam kar chahe nahi kare karam kar chahe nahi kare