SONG: Lau Lagati Geet Gati, Deep Hu Mai Prit Bati - लौ लगाती गीत गाती, दीप हूँ मैं प्रीत बाती

Lau Lagati Geet Gati, Deep Hu Mai Prit Bati - लौ लगाती गीत गाती, दीप हूँ मैं प्रीत बाती

LYRICS:
lau lagati, git gati lau lagati, git gati deep hu mai, prit bati lau lagati, git gati nayano ki kamana, prano ki bhavna nayano ki kamana, prano ki bhavna puja ki jyoti bankar charno me muskurati lau lagati, git gati lau lagati, git gati aasha ki pankhuri, shvaso ki bansuri aasha ki pankhuri, shvaso ki bansuri thali hriday ki lekar nit aarti sajati lau lagati, git gati lau lagati, git gati kum kum prasad hai, prabhu dhanyavad hai kum kum prasad hai, prabhu dhanyavad hai har ghar me har suhagan mangal rahe manati lau lagati, git gati lau lagati, git gati