SONG: Lanka Chale Ramji Ravan Se Yudh Karne, Shree Vanar Sena Sath Chali - लंका चले रामजी रावण से युद्ध करने ,श्री वानर सेना साथ चली

Lanka Chale Ramji Ravan Se Yudh Karne, Shree Vanar Sena Sath Chali - लंका चले रामजी रावण से युद्ध करने ,श्री वानर सेना साथ चली

LYRICS:
lanka chale ramji ravan se yudh karne ki banar sena sath chali lanka chale ramji ravan se yudh karne ki banar sena sath chali chalte chalte khatam ho gayi dharti tab sagar aaya gahra sagar dekh dekh ke sena ka sir chakraya yahi soch ke sab man jagi kaise ab jaye aage tukur tukur tab sare gauji ram ka mukh dekhan lage are kya dekhat ho chalang maro tum sab to ho veer bade aankh jhapakte sare logwa the sagar ke par khalbali machi sari lanka me re bhaiya ki halla hoga dwar tale lanka chale ramji ravan se yudh karne ki banar sena sath chali lanka chale ramji ravan se yudh karne ki banar sena sath chali yaha ki batiya yahi pe chhodo ab aage ka hal suno rawan ke darbar ma kaise aawa hai bhochal suno meghnath jab khabar sunai he maharaj gazab hoi ga ram yaha tak aa pahuche hai man ka bada kutab hoi gawa are dusht are papi mere ramji yaha aa gaye hai abhi bhi teri aankhe nahi khuli fir to rawan chillaya jaldi yudh ka maidan jame jab tak na ho koi faisla tab tak na talwar thame bach kar ke jaye na paye ram lakhan hoyi chahe hoyi chahe bajrangbali mar ke thakka hasa ke yudh me bandar ka mat khel dihkao ram khariyat chaho to yahi se tum wapas hoi jao ye sun ke lakshman bole pahle tu hamse bat karo bol surpankha ki nak bhul gaye rawan sun ke aag hoi gawa kar hi baitha pahla war fir to sar sar chalaati or boli thapak thapak talwar