SONG: Lambi Joru Badi Musibat Are Din Dekhe Na Raat - लम्बी जोरू बड़ी मुसीबत अरे दिन देखे ना रात

Lambi Joru Badi Musibat Are Din Dekhe Na Raat - लम्बी जोरू बड़ी मुसीबत अरे दिन देखे ना रात

LYRICS:
lambi joru badi musibat are din dekhe na raat aate jate karti hai neet nakhare ki barsat are mai haar gaya are mai haar gaya do naino ka teer dil ke paar gaya are mai haar gaya are mai haar gaya subah sham ka nakhra iska maar gaya are mai haar gaya chota balam badi musibat ladta hai din raat chota balam badi musibat ladta hai din raat fut gaye bhag mere fut gaye bhag mere jo diya hath me hath jo diya hath me hath are mai haar gai are mai haar gai balepan me dil pe chal talwar gai are mai haar gai bin marji ke shadi mujhko maar gai are mai haar gai joru meri itni lambi jyu kothe ki thambi joru meri itni lambi jyu kothe ki thambi teem than ka lehanga pehne teem than ka lehanga pehne fir bhi aedi nangi haye fir bhi aedi nangi are mai haar gaya are mai haar gaya do naino ka teer dil ke paar gaya are mai haar gaya are mai haar gaya subah sham ka nakhra iska maar gaya are mai haar gaya chota balam badi musibat bole kadve bol chota balam badi musibat bole kadve bol mere bas ki jo baat ho mere bas ki jo baat ho to kar du bistar gol to kar du bistar gol are mai haar gai are mai haar gai balepan me dil pe chal talwar gai are mai haar gai bin marji ke shadi hamko maar gai are mai haar gai bin marji ke shadi hamko maar gai haye maar gai