SONG: Lal Rang Se Rangi Dhwaja Hamare Desh Ki - लाल रंग से रंगी ध्वजा हमारे देश की

Lal Rang Se Rangi Dhwaja Hamare Desh Ki - लाल रंग से रंगी ध्वजा हमारे देश की

LYRICS:
laal rang se rangi dhwaja hamaare desh ki laal rang se rangi dhwaja hamaare desh ki badho he veer bol ke jaynti jai ganesh ki badho he veer bol ke jaynti jai ganesh ki jaynti jai ganesh ki, jaynti jai ganesh ki dat ke ab karenge ham bedhrmiyo ka samana dat ke ab karenge ham bedhrmiyo ka samana uthe huye saro pe ab hame gagan ko thaamana uthe huye saro pe ab hame gagan ko thaamana nayan me hai ye bandagi, nayan me hai ye bandagi lagan lagi hai desh ki aa aa aa aa aa laal rang se rangi dhwaja hamaare desh ki badho he veer bol ke jaynti jai ganesh ki jaynti jai ganesh ki jaynti jai ganesh ki unch nich bhed bhaw ki divaar tod do ye divaar tod do unch nich bhed bhaw ki divaar tod do jo raah rok kar khade hai unka muh marod do jo raah rok kar khade hai unka muh marod do khule palak mahesh ki, khule palak mahesh ki hile samadhi shesh ki aa aa aa aa aa laal rang se rangi dhwaja hamaare desh ki badho he veer bol ke jaynti jai ganesh ki jaynti jai ganesh ki jaynti jai ganesh ki gajendr ka vidhaan hai, trishul ka nishan hai trishul ka nishan hai nahi jhukenge jab talak sharir me ye praan hai nahi jhukenge jab talak sharir me ye praan hai