SONG: Lai Kushi Ki Duniya Hansati Hui Jawani - लाई ख़ुशी की दुनिया हँसती हुई जवानी

Lai Kushi Ki Duniya Hansati Hui Jawani - लाई ख़ुशी की दुनिया हँसती हुई जवानी

LYRICS:
haa haa laai khushi ki duniyaa hansti hui jawaani laai khushi ki duniyaa ab bas me phul ke hai bulbul ki zidagaani laai khushi ki duniyaa hansti hui jawaani laai khushi ki duniyaa apni nazar kaa jaadu apni nazar kaa jaadu kyaa puchhte ho hamse dekho jo muskaraa ke ho jaaye aag paani laai khushi ki duniyaa hansti hui jawaani laai khushi ki duniyaa tum nind ban ke jab se aankho me aankho me ghul gaye ho nind ban ke jab se aankho me ghul gaye ho sapano me naachti hai sapano me naachti hai hans-hans ke zidagaani laai khushi ki duniyaa hansti hui jawaani laai khushi ki duniyaa dipak ki roshani par jalate hai kyun patange jalate hai kyun patange ek aap kaa hai kissaa ek hai meri kahaani laai khushi ki duniyaa hansti hui jawaani laai khushi ki duniyaa