SONG: Lahol Wala Aji Masha Allah - लाहोल वल्ला अजी माशा अल्लाह

Lahol Wala Aji Masha Allah - लाहोल वल्ला अजी माशा अल्लाह

LYRICS:
lahol walla aji masha allah lahol walla ko bata illah billa lahol walla roop ke pujari ye ishk ke madari surat to jara dekho kya bat hai tumhari kya bat hai tumhari lahol walla aji masha allah lahol walla ko bata illah billa lahol walla aji masha allah dil kitne phas gaye hai aachal ki daliyo me julfo ki in lato me kano ki baliyo me aadat hai nagino ki in husn waliyo me khanjar chupe hue hai phulo ki daliyo me lahol walla aji masha allah lahol walla ko bata illah billa lahol walla aji masha allah mat naam lo hamara bolo na ye dobara kismat ka aashiko ki damdar hai sitara ek bar aayine me tum dekh lo khudara chehro pe baj rahe hai tum sabke pone barah lahol walla aji masha allah lahol walla ko bata illah billa lahol walla aji masha allah surat ko jane dijiye surat me kya dhara hai dil ka salaam dijiye ye dil to aapka hai ab sar jhuka rahe hai hamko mana rahe hai ab tak jo tan rahe the maska laga rahe hai lahol walla aji masha allah lahol walla ko bata illah billa lahol walla aji masha allah