SONG: Lagi Hai Aag Dil Me Ankh Se Aansu Baraste Hai - लगी है आग दिल में आँख से आँसू बरसते हैं

Lagi Hai Aag Dil Me Ankh Se Aansu Baraste Hai - लगी है आग दिल में आँख से आँसू बरसते हैं

LYRICS:
lagi hai ag dil me ankh se aansu baraste hai tum hamse juda ham tumse juda tum hamse juda ham tumse juda duniya me hamara koi nahi duniya me hamara koi nahi ulfat ka zamana beet gaya ham haar gaye jag jeet gaya haye jeet gaya ab biti hui yado ke siva ab biti hui yado ke siva jine ka sahara koi nahi jine ka sahara koi nahi kismat ke sitare dub gaye kismat ke sitare dub gaye milne ka sahara koi nahi milne ka sahara koi nahi chhaya hai andhera aa jao tum leke savera aa jao haye aa jao rate hai andheri ulfat ki rate hai andheri ulfat ki ummid ka tara koi nahi ummid ka tara koi nahi kismat ke sitare dub gaye kismat ke sitare dub gaye milne ka sahara koi nahi milne ka sahara koi nahi