SONG: Lagataa Nahin Hai Ji Meraa Ujade Dayaar Men - लगता नहीं हैं जी मेरा उजड़े दयार में

Lagataa Nahin Hai Ji Meraa Ujade Dayaar Men - लगता नहीं हैं जी मेरा उजड़े दयार में

LYRICS:
lagta nahi hai ji mera ujde dayar me lagta nahi hai ji mera ujde dayar me lagta nahi hai ji mera ujde dayar me kiski bani hai aalam-e-naapaydar me lagta nahi hai ji mera kah do in hasrato se kahi aur ja base kah do in hasrato se kahi aur ja base kahi aur ja base itni jagah kahan hai dil-e-daagdaar me itni jagah kahan hai dil-e-daagdaar me lagta nahi hai ji mera umar-e-daraz maang ke laye the char din laye the char din umar-e-daraz maang ke laye the char din do aarzu me kat gaye do intzaar me do aarzu me kat gaye do intzaar me lagta nahi hai ji mera bulbul ko baagba se na saiyaad se gila bulbul ko baagba se na saiyaad se gila kismat me kaid thi fasle bahar me kismat me kaid thi fasle bahar me lagta nahi hai ji mera kitna hai badnasib zafar dafn ke liye kitna hai badnasib zafar dafn ke liye dafn ke liye do gaz zamin bhi na mil saki ku-e-yaar me do gaz zamin bhi na mili ku-e-yaar me lagta nahi hai ji mera ujde dayar me kiski bani hai aalam-e-naapaydar me lagta nahi hai ji mera