SONG: Lagan More Man Ki Balam Nahin Jaane - लगन मोरे मन की बलम नहीं जाने

Lagan More Man Ki Balam Nahin Jaane - लगन मोरे मन की बलम नहीं जाने

LYRICS:
lagan more man ki balam nahi jaane lagan more man ki balam nahi jaane balam nahi jaane sajan nahi jaane lagan more man ki balam nahi jaane laaj ki maari mai to munh se na bolu munh se na bolu bhed kisi se kabhi dil ke na kholu dil ke na kholu thes jiyaa pe laage, thes jiyaa pe laage chhup-chhup ro lu, chhup-chhup ro lu tadap birhan ki balam nahi jaane balam nahi jaane sajan nahi jaane lagan more man ki balam nahi jaane dub na jaaye kahi aashaa ke taare aashaa ke taare nain chura ke haay saiyaan hamaare saiyaan hamaare neha lagaane gaye, neha lagaane gaye sautan dwaare, sautan dwaare kadar mere dhan ki balam nahi jaane balam nahi jaane sajan nahi jaane lagan more man ki balam nahi jaane