SONG: Laga Hai Kuch Aisa Nishana Kisi Ka - लगा है कुछ ऐसा निशाना किसी का

Laga Hai Kuch Aisa Nishana Kisi Ka - लगा है कुछ ऐसा निशाना किसी का

LYRICS:
l : lagaa hai kuch aisaa nishaanaa kisi kaa ye dil ho gayaa hai divaanaa kisi kaa c : mere hosh jaate rahe dekhate hi qayaamat haavas(?) muskuraanaa kisi kaa l : koi man me aakar ke aise basaa hai ki mushkil huaa bhulaanaa kisi kaa c : mili un se aankhe to bijali si tadapi l : mili un se aankhe to bijali si tadapi kuch aisaa thaa aankhe ladaanaa kisi kaa ye dil ho gayaa hai divaanaa kisi kaa