SONG: Lag Gai Chot Karejavaa Men - लग गई चोट करेजवा में - २

Lag Gai Chot Karejavaa Men - लग गई चोट करेजवा में - २

LYRICS:
lag gai chot karejavaa me - 2 haay raamaa naino ke tir mohe maar gayo saiyyaa - 2 o lag gai chot karejavaa me, haay raama lag gai chot karejavaa me aanaa achaanak mai nahi jaanu re - 2 ghaayal karake, haay, ghaayal karake, haay, ghaayal karake sidhaar gayo saiyyaa lag gai chot karejavaa me, haay raama, lag gai chot kuchh maazaraa sunaataa hun mai husn-o-ishq ka lailaa ka ek aashiq-e-divaana qais tha baad-e-fanaa tha dono ka madafan judaa judaa lekin vo dono qabro se ati thi ye sadaa lag gai chot karejavaa me, haay raama, lag gai chot korat-e-majanu ke jaa puchha kisine ye ??qun? yaad kuchh lailaa ki ab bhi hai baaki khataatan? aah thadi bhar ke bolaa khech kar munh se kafan kyaa?? lag gai chot karejavaa me, haay raama, lag gai chot