SONG: Lafzo Ko Zaban - लफ्जों को जुबां पे रोक लिया

Lafzo Ko Zaban - लफ्जों को जुबां पे रोक लिया

LYRICS:
lafzo ko jubaan pe rok liya lafzo ko jubaan pe rok liya par aaho ko lab se hata na sake par aaho ko lab se hata na sake ashkon ne dhindhora pit diya ashkon ne dhindhora pit diya hum raaz ae mohabbat paa na sake hum raaz ae mohabbat paa na sake batla na sake samjha na sake dil khol ke dil ka haale unhe dil khol ke dil ka haale unhe hum apna aap ganwaa kar bhi hum apna aap ganwaa kar bhi armaaano ki duniya ko paa na sake armaaano ki duniya ko paa na sake bas aankh se aankh ka milna tha ye hosh ki duniya khaak huyi ye hosh ki duniya khaak huyi wo aag lagakar chalte huye wo aag lagakar chalte huye hum dil ki lagi ko bujha na sake hum dil ki lagi ko bujha na sake takdeer mein hi jab preet na thi phir unse shikayat na karte phir unse shikayat na karte fursat na mili wo aa na sake fursat na mili wo aa na sake hum sur ko aur badha na sake hum sur ko aur badha na sake