SONG: Lafze Bayaan - लफ्ज़े बयाँ

Lafze Bayaan - लफ्ज़े बयाँ

LYRICS:
kar do zara, lafze bayaan jo sunna chaahe mera mann haan..haan.. kar do zara, lafz-e-bayaan jo sunna chaahe mera mann main jism hoon, tu hai meri rooh main jism hoon, tu hai meri rooh tujhe hoor ki khushamat main doon kar do zara, lafze bayaan jo sunna chaahe mera mann haan..haan.. likh do zara, alf naya panno’n pe dil ke sanam haan..haan.. main khushk zameen, badal hai tu main khushk zameen, badal hai tu mujhpe baras ja, ijaazat main doon kar do zara, lafze bayaan jo sunna chaahe mera mann haan..haan.. keh do zara, ye jism-o-jaan kar doge mujhpe nazar hm..aa..haa mere ishq ki, imtehaan hai tu mere ishq ki, imtehaan hai tu baaki main tab tak, jab tak hai tu haa.. kar do zara, hai ye mera mann..