SONG: Ladki Hai Ladki Jaisi Ho Chalegi - लड़की है लड़की जैसी हो चलेगी

Ladki Hai Ladki Jaisi Ho Chalegi - लड़की है लड़की जैसी हो चलेगी

LYRICS:
ladki hai ladki jaisi ho chalegi paise walo ho ya kadki ladki hai ladki jaisi ho chalegi paise walo ho ya kadki jo achi lage usko fasa aaj ke din tu chakkar chala jo achi lage usko fasa aaj ke din tu chakkar chala ladki ho ladki jaisi ho chalegi paise walo ho ya kadki baali umariya haaye haaye naajuk kamariya haaye haaye mastaani chaal haaye haaye ghungraale baal haaye haaye jo achi lage usko fasa aaj ke din tu chakkar chala jo achi lage usko fasa aaj ke din tu chakkar chala ladki ho ladki jaisi ho chalegi paise walo ho ya kadki hasino ka mela aao na mai fir kyu akela aao na dil ne pukara aao na mai hu tumhra aao na jo achi lage usko fasa aaj ke din tu chakkar chala jo achi lage usko fasa aaj ke din tu chakkar chala ladki ho ladki jaisi ho chalegi paise walo ho ya kadki aa pass aa how beautiful na dur ja how sweet dil na jala aaye haaye gale se laga aaye haaye are kha ja rhe ho ruko kaha ja rahe ho bhago bhago kyu mujhko na roka haye haye kyu mujhko na toka haye haye aaya re jhoka haye haye hua ye dhokha haye haye kisi tarah tu jan bacha mujhko yaha se jaldi bhaga kisi tarah tu jan bacha mujhko yaha se jaldi bhaga are are kaise bhag rahe ho jaise gadhe ke sar se sing are are hame chhod ke kaha bhag rahe ho bhago bhago bhago bhago