SONG: Ladke Walo Ki Taraf Se Ladki Walo Ko Mubarak Ho - लड़के वालो की तरफ से लड़की वालो को मुबारक हो

Ladke Walo Ki Taraf Se Ladki Walo Ko Mubarak Ho - लड़के वालो की तरफ से लड़की वालो को मुबारक हो

LYRICS:
bura ghar ho bhala ghar ho hame kya isse lena hai hamara kam to beta mubarak bad lena hai ladki walo ki taraf se ladke walo ko ladke walo ki taraf se ladki walo ko mubarak ho mubarak ho mubarak ho mubarak ho mubarak ho mubarak ho mubarak ho mubarak ho ladki walo ki taraf se ladke walo ko ladke walo ki taraf se ladki walo ko mubarak ho mubarak ho mubarak ho mubarak ho ye ladki to hai chandani se bhi gori gori ha gori ye ladki to hai chandani se bhi gori hua kya kisi chand ki thi chakori chand ki thi chakori kiya tha pyar isne magar ab magar ab magar ab milati nahi piya se najar ab najar ab najar ab hua kya kaho kab hame kya matlab dalo khak purani bato par kya kahte ho mubarak ho mubarak ho mubarak ho mubarak ho ye ladka hai acha nahi kuch kharabi ye ladka hai acha nahi kuch kharabi hua kya agar hai jara sa jara sa jara sa juari sharabi juari sharabi he girega tabhi to sambhal jayega ye ke shadi hui to to to badal jayega ye badal jayega ye kaha hamne kya kab khafa ho gaye ye sab fir ye bhul nahi hogi bas hame maf kar do mubarak ho mubarak ho mubarak ho mubarak ho ye ladke ka daddy bada paisa wala ye ladke ka daddy bada paisa wala hua kya agar iska dhandha hai kala ye ladki ka daddy bada hi farishta magar iski kismat kaha joda rishta kaha joda rishta kaha joda rishta hasi ye jodi hai kasar bas thodi hai ye rishta nahi manjur ladki ladke ko mubarak ho mubarak ho mubarak ho mubarak ho ladki walo ki taraf se ladke walo ko ladke walo ki taraf se ladki walo ko mubarak ho mubarak ho mubarak ho mubarak ho