SONG: Ladke Baap Se Badhke - लड़के बाप से बढ़के

Ladke Baap Se Badhke - लड़के बाप से बढ़के

LYRICS:
rakhe jo aulad ko, sine se lagake bachcho me ghul mil jaaye, apani umar bhula ke bhale bure ka gyaan karaaye, haath pakad ke to kyu na ho ladke, baap se badhke kyu na ho ladke, baap se badhke rakhe jo aulad ko, sine se lagake bachcho me ghul mil jaaye, apani umar bhula ke bhale bure ka gyaan karaaye, haath pakad ke to kyu na ho ladke, baap se badhke kyu na ho ladke, baap se badhke bachche hote hain kachche ghade chahe jisa rang chdha de hote maa baap pahle guru nafrat sa pyaar kikha de jo apane bachcho ko chahe, khud se badhke jo apane bachcho ko chahe, khud se badhke to kyu na ho ladke, baap se badhke kyu na ho ladke, baap se badhke kuchh aise bhi ma baap hai jo karte hian apne man ki unhe pyaar hain apna gurur nahi fikar kisi ke jivan ki hardam toke rasta roke bich me pad ke hardam toke rasta roke bich me pad ke to kaise ho ladke, baap ke badhke tkaise ho ladke, baap se badhke ho ho ho ho nahi aasan itana ki ham rukh bahti dhaar ka mode jis taraf ho nadi ka bahaaw naaw kyu na udhar hi chhode itna dekhe dub na jaaye bhanwar me pad ke to kyu na ho ladke, baap se badhke kyu na ho ladke, baap se badhke