SONG: Lachari Ko Majburi Ko (Sad)

Lachari Ko Majburi Ko (Sad)

LYRICS:
ho ho ho ho ho ho lachari ko majburi ko lachari ko majburi ko kismat kahna padta hai pyar me ham to garib nahi paisa magar nasib nahi ho ho hasne ko duniya sari aur rone ko ham aara ro aara ro aara ro aara ro aara ro aara ro bhai bahan ka ye nata hai bhukh me kapna aata hai ek duje ko dekh ke fir bhi pet apna bhar jata hai batwara sukh aur dukh ka hoga na jab tak ek jaisa ham bukhe hi soyege rone wale royege aara ro aara ro aara ro aara ro aara ro aara ro lachari ko majburi ko kismat kahna padta hai pyar me ham to garib nahi paisa magar nasib nahi ho hasne ko duniya sari aur rone ko ham aara ro aara ro aara ro aara ro aara ro aara ro