SONG: Labe Khamosh Se Izhare Tamana Chahe - लब-ए-खामोश से इज़हार-ए-तमन्ना चाहे

Labe Khamosh Se Izhare Tamana Chahe - लब-ए-खामोश से इज़हार-ए-तमन्ना चाहे

LYRICS:
lab-e-khamosh se izhar-e-tamana chahe lab-e-khamosh se izhar-e-tamana chahe baat karne ko bhi tasvir ka lehja chahe lab-e-khamosh se izhar-e-tamana chahe tu chale sath to aahat bhi na aaye apni tu chale sath to aahat bhi na aaye apni darmiuya hum bhi na ho yun tujhe tanha chahe lab-e-khamosh se izhar-e-tamana chahe khwaab me roye to ehsaas ho saraabi ka khwaab me roye to ehsaas ho saraabi ka ret par soye magar aankh me dariya chahe lab-e-khamosh se izhar-e-tamana chahe aise tairaaq bhi dekhe hain muzaffar humne aise tairaaq bhi dekhe hain muzaffar humne garq hone ke liye bhi jo sahara chahe lab-e-khamosh se izhar-e-tamana chahe baat karne ko bhi tasvir ka lehja chahe lab-e-khamosh se izhar-e-tamana chahe