SONG: Laayi Hayaat Aaye Qazaa Le Chali Chale - लाई हयात आये क़ज़ा ले चली चले हैं

Laayi Hayaat Aaye Qazaa Le Chali Chale - लाई हयात आये क़ज़ा ले चली चले हैं

LYRICS:
laai hayaat aaye qazaa le chali chale hain laai hayaat aaye qazaa le chali chale hain apni khushi na aaye na apni khushi na aaye na apni khushi chale,han apni khushi na aaye na apni khushi chale behtar to hai yahi ki na duniya se dil lage behtar to hai yahi ki na duniya se dil lage par kya kare jo kaamna par kya kare jo kaamna bedillagi chale, han par kya kare jo kaamna bedillagi chale duniya ne kis ka raah-e-fanaa duniya ne kis ka raah-e-fanaa me diyaa hai saath duniya ne kis ka raah-e-fanaa me diyaa hai saath tum bhi chale chalo yun hi jab tak chali chale tum bhi chale chalo yun hi jab tak chali chale jaate hawa e shauq me aate hawa e shauq me is chaman se zauq jaate hawa e shauq me hai is chaman se zauq apni balaa se baad-e-saba apni balaa se baad-e-saba ab kahi chale apni balaa se baad-e-saba ab kahi chale laayi hayaat aaye qazaa le chali chlale