SONG: Laakhon Hai Yahaan Dilavaale, Aur Pyaar Nahin Milataa - लाखों हैं यहाँ दिल वाले, और प्यार नहीं मिलता

Laakhon Hai Yahaan Dilavaale, Aur Pyaar Nahin Milataa - लाखों हैं यहाँ दिल वाले, और प्यार नहीं मिलता

LYRICS:
lakho hain yaha dila wale, aur pyar nahi milta aankho me kisi ki wafa ka, ikraar nahi milta lakho hain yaha dila wale, aur pyar nahi milta aankho me kisi ki wafa ka, ikraar nahi milta mehfil mehfil ja dekha, har dil me sama kar dekha har saaz pe gaa kar dekha mehfil mehfil ja dekha, har dil me sama kar dekha har saaz pe gaa kar dekha dil ko kahin chain na mila are dil ko kahin chain na mila main to duniya me pyare akela hi raha lakho hain yaha dila wale, aur pyar nahi milta aankho me kisi ki wafa ka, ikraar nahi milta is dil ko kahan le jaye, kuch aap agar farmaye to aap ke hum ho jaye is dil ko kahan le jaye, kuch aap agar farmaye to aap ke hum ho jaye kah do hume hanske jara are kah do hume hanske jara aji jo kuch bhi dil ne tumhare hain kaha lakho hain yaha dila wale, aur pyar nahi milta aankho me kisi ki wafa ka, ikraar nahi milta lakho hain yaha dila wale, aur pyar nahi milta aankho me kisi ki wafa ka, ikraar nahi milta