SONG: Laakh Zamaane Waale Daalen Dilon Pe Taale - ओ लाख ज़माने वाले डालें दिलों पे ताले

Laakh Zamaane Waale Daalen Dilon Pe Taale - ओ लाख ज़माने वाले डालें दिलों पे ताले

LYRICS:
o laakh zamaane waale daale dilo pe taale tum bhi na bhulo baalam ham bhi na bhule laakh zamaane waale daale dilo pe taale tum bhi na bhulo baalam ham bhi na bhule baalam ham bhi na bhule o dil ki lagi pe dekho aanch na aaye jaan rahe ke jaaye, pyaar na jaaye dil ki lagi pe dekho aanch na aaye jaan rahe ke jaaye, pyaar na jaaye bite so bite dekho duniya na jite dekho tum bhi na bhulo baalam ham bhi na bhule baalam ham bhi na bhule o gam jo tumhaara ho wo gam bhi hai pyaara mai bhi tumhaari baalam dil bhi tumhaara gam jo tumhaara ho wo gam bhi hai pyaara mai bhi tumhaari baalam dil bhi tumhaara prit lagi na chhute dor baandhe na tute tum bhi na bhulo baalam ham bhi na bhule baalam ham bhi na bhule laakh zamaane waale daale dilo pe taale tum bhi na bhulo baalam ham bhi na bhule baalam ham bhi na bhule o