SONG: Laagi Manva Ke Bich Kataari Ki Maaraa Gayaa Brahmachaari - लागी मनवा के बीच कटारी की मारा गया ब्रह्मचारी

Laagi Manva Ke Bich Kataari Ki Maaraa Gayaa Brahmachaari - लागी मनवा के बीच कटारी की मारा गया ब्रह्मचारी

LYRICS:
lagi manva ke bich katari ki mara gaya ki mara gaya brahmachari lagi manva ke bich katari ki mara gaya ki mara gaya brahmachari kaisi zulmi kaisi zulmi banayi taine nari ki mara gaya ki mara gaya brahmachari aisa ghungharu payaliya ka chhanka haay re chhanka mori mala me atak gaya manka haay re manka mai to bhula prabhu, mai to bhula prabhu sudh budh sari ki mara gaya ki mara gaya brahmachari kaisi zulmi kaisi zulmi banayi taine nari ki mara gaya brahmachari koi chachal koi matavali hai matavali hai koi natkhat koi bholi bhali hai bholi bhali hai kabhi dekhi na thi, hay kabhi dekhi na thi aisi phulvari ki mara gaya ki mara gaya brahmachari badi jatano sadh banayi thi haan banayi thi meri baraso ki puny kamayi thi haan kamayi thi taine pal me hay taine pal me bhasam kar dari ki mara gaya ki mara gaya brahmachari kaisi zulmi kaisi zulmi banayi taine nari ki mara gaya ki mara gaya brahmachari mohe bavala bana gayi va ki batiyan haan batiyan mose katati nahi hai ab ratiya haan ratiya padi sar pe, hay padi sar pe bipat ati bhari ki mara gaya ki mara gaya brahmachari mohe un bin kachhu na suhaye re more akhiyo ke age laharaye re gore mukhade pe hay gore mukhade pe lat kari kari ki mara gaya ki mara gaya brahmachari kaisi zulmi kaisi zulmi banayi taine nari ki mara gaya ki mara gaya brahmachari