SONG: Laage Jab Se Nain Laage - लागे जब से नैन लागे

Laage Jab Se Nain Laage - लागे जब से नैन लागे

LYRICS:
laage jab se nain laage, laage jab se nain laage ho dil to gaya kya jaane ulfat me kya hoga aage jab se nain laage ho jab se nain laage laage jab se nain laage, laage jab se nain laage ho dil to gaya kya jaane ulfat me kya hoga aage jab se nain laage ho jab se nain laage o ham unke ghar aake sharma rahe hai ho kyun khul gaye bhed pachhata rahe hai bandhane lage na mohabbat ke dhaage bandhane lage na mohabbat ke dhaage jab se nain laage ho jab se nain laage laage jab se nain laage, laage jab se nain laage ho dil to gaya kya jaane ulfat me kya hoga aage jab se nain laage ho jab se nain laage ho sapne bhi unke ye nindiya bhi unki ho mera raha kya hui main to unki sab kuchh mera unke kadmo ke aage sab kuchh mera unke kadmo ke aage jab se nain laage ho jab se nain laage laage jab se nain laage, laage jab se nain laage ho dil to gayaa kyaa jaane ulfat me kyaa hogaa aage jab se nain laage ho jab se nain laage o kaisi ajab hai mohabbat ki batiya ho behosh din hai to bechain ratiya kaise kahe ham hai soye ke jaage kaise kahe ham hai soye ke jaage jab se nain laage ho jab se nain laage laage jab se nain laage, laage jab se nain laage ho dil to gaya kya jaane ulfat me kya hoga aage jab se nain laage ho jab se nain laage